Monday, February 11, 2013

Tumhare bina zindagi ko sochna bekar hai...

Tumhare bina zindagi ko sochna bekar hai...
pahla aur akhri bas tu hi mera pyar hai...

kon c kashish na jane teri rooh me smayi hai...
na jane dil ko bas teri hi mohabbat ka kio bukhar hai...

tujho nazar aaye to andhero me bhi ujala sa lagta hai...
teri deed ke bina to din ka suraj bhi.amavas ki tarah lagta hai...