Sunday, February 24, 2013

Mai wada karta hu

Mai wada karta hu ke tumhe chhod kar kahi na jaunga...
Marte dam tak mai tumhara sath nibhunga...

Tumhare bin ek din bhi kate nhi katata...
Tumhe dekhe na jab tak tab tak dil rahta hai tumhara naam ratata...

Maine rooh se tumhare naata jod liya hai...
Apni tmam zindagi ko mummy papa ke baad tumhare naam kiya hai...