Friday, January 11, 2013

Badshah aur Sunar



1 badshah ko 1 ladki pasand aa gayi.
Uss ladki ka baap sunaar tha, badshah ne sunaar ko darbar me bulaya.
4 din guzarne k baad bhi sunar badshah k darbar me nahi aya toh badshah ne sunar ko giraftar karne k liye Sipahi bheje.
jab woh Sunar k ghar pahuche to ghar ko Tala laga hua tha,