Monday, October 1, 2012

Tum Hakikat Ho Koi Khawab Nahi

Usne kaha, "Tum me pehle jaisi baat nahi". . . . !!
Maine kaha,"zindagi mein tera saath jo nahi.". . . : ( 

Usne kaha,"ab bhi kisi ki ankhon me doob sakte ho". . . !!
Maine kaha,"kisi ki ankhon mein ab woh baat nahi.". . . . : ( 

Usne kaha,"kyun itna toot kar chaha mujhe". . . . .!!!!
Maine kaha,"insaan hu patthar dil nahi.". . : (