Thursday, August 30, 2012

Mat pucho uske mohabbat karne ka andaz kaisa hain!

Usne din raat mujko sataya itna ki nafrat bhi ho gayi aur mohabbat bhi ho gayi.

Usne iss nazakat se mere hotho ko chuaa ki roza bhi na tuta aur iftari bhi ho gayi.

Usne iss ehtram se mujse mohabbat ki ke Gunah bhi na hua aur ibaddat bhi ho gai.