Tuesday, August 28, 2012

Kash ke dil yu udas na hota

kash ke dil yu udas na hota 
tumse mil kar yaado mein giraftar na hota
dil mein itna humare pyaar na hota
tumhare liye mann bekrar na hota

tumhare jane ka koyi gam nahi hai
pyaar diya tumne jitna woh kam nahi hai
na jane ankhein kyun nam hain meri
rokna chahoo bhi kud ko rok nahi pata