Tuesday, August 7, 2012

EK BACHPAN

EK BACHPAN KA ZAMANA THA.
Khushiyo ka khazana tha.

Chahat chaand ko pane ki,
dil titli ka diwana tha.

Khabar na thi kuch subah ki,
na shaamo ka thikana tha.