Thursday, August 23, 2012

Ab hum apne sanam ki baat kya kahein

ab hum apne sanam ki baat kya kahein
gulab ko beparda karde woh, ab unki tarif kya karein

bethe is mehfil main, kuch byan hum kar dete hai
unke jikar se roshan yeh jahan hum kar dete hai

unke rooh se ati woh mehak hai, ki itar ko tar tar woh ka deta hai.
Galo pe aisi lali,ki khud gulab ko jhulsa woh dete hai.