Tuesday, July 3, 2012

UNHE JAATE DEKH BHI BULA NA SAKE…

Jab apni tanhaayi me baithe,
Toh haath kandhe pe koi pa na sake.
Aur jab khuda ne bheja ek farishta apna,
Use bhi hum palko pe baitha na sake.

Jab khushiya bikhri thi saamne,
Toh unhe dekh kar muskura na sake.
Aur aaj tanhaayi ka ye aalam hai,
Ki vo khushiya kisi ko lauta na sake.