Sunday, July 22, 2012

Mila wo bhi nahi karte !

Mila wo bhi nahi karte !
mila hum bhi nahi karte !
waafa wo bhi nahi karte !
khata hum bhi nahi karte !

Unhein ruswai ka dukh hai !
hmein tanhai ka dukh hai !
gila wo bhi nahi karte !
gila hum bhi nahi karte !