Wednesday, July 4, 2012

Kisi ki aankhon main mohabbat ka sitara hoga

Kisi ki aankhon main mohabbat ka sitara hoga,
Ek din aayega koi shakhsh hamara hoga….

main mere liye jahan main moti bhari seepiyan chunta hoga,
WO kisi or duniya ka kinara hoga……

Mere liye hi wo jita hoga,
Or mere liye hi wo is jahan main aaya hoga…..