Friday, June 29, 2012

zindagi ka saath nibhana pada...

zindagi ka saath nibhana pada,

na chahte hue bhi muskrana pada,

khwahish thi meri ke kisi ko apna dard bata sakun,

par khud hi apna dard sabse chupana pada,