Friday, May 4, 2012

Tumhaari Yaad Humein Aati Hai

Har baat pe tumhaari baat kyun aati hai,
Subah shaam tumhaari yaad kyun aati hai,

Tanha akela jeewan ke safar me,
Chal raha hoon anjaan dagar me,
Koi kabhi apna sa lagne lagta hai,
Duje pal wo paraaya ban jaata hai,