Friday, May 18, 2012

Mujhe Mohabbat Ki Aadat Nahi

Mujhe sharaab ki aadat nahi, aankhon se pilaaya na karo,
Yun khilkhilate huye tum, kabhi mere kareeb aaya na karo,

Tadap meri dhadkano ki tum nahi samajh paaoge meri jaana,
Tabhi to kehta hoon meri baahon me aake tadpaaya na karo,