Friday, March 2, 2012

Tum Jo Mil Gaye Ho


Ek tum jo mil gaye to aisa laga kya mil gaya,
Mai khoo gaya kahin aur teri baton ka nasa chha gaya.

Meri dhadkano me chupi ek aawaj hai,
Tere liye har ek naya geet par naya saz hai,
Ab to bas ye haal hai,jab bhi socha tera khyal hai,
Jab bhi dekhta hun aaena nazar aata tera indaj hai.