Saturday, November 26, 2011

Tumhe yaad kar k.....


Tum to jab bhi mujhe yaad aane lage
Apni hi mushkilon ko barhanay lage

Tum ko kho kar bhi panay ki aarzoo main
Hum yunhi khud ko kitna aazmanay lage