Sunday, March 20, 2011

{ POEM } MUJH PAR MEHERBAN KITNA HAI..........


Dekhna hai Woh Mujh par meherbaan kitna hai,
Asaliyat kahan tak hai aur gumaan kitna hai,

Kya panaah deti hai aur yeh zamin Mujhko,
Aur abhi Mere sar par aasmaan kitna hai.......