Wednesday, March 23, 2011

{ POEM } MERE BAAD JAYEGI TANHAI.....!!


Mere baad kidhar jayegi tanhai,
Main jo mara to mar jayegi tanhai, 

Main jab ro ro ke dariya ban jaunga,
Us din par utar jayegi tanhai.......